"IS DIL KI TARAP"

Aankhen rahti hai tatpar,Unke didaar ko,
Par ye dil kahta hai,Na kar paresaan in aankho ko,
Agar diddar ho gaya, to barsengi ye aankhen,
Aur tarpega ye dil,Fir milegi tanhayi,
Aur hogi ruswai,Tab kadam na rak payenge khud ko,
Aur ye dil kahega ki,Unke jaisa pyar karne wala kahan milega tujhko,
Agar ye dard, Na dena ho Is dil ko, 
To door hi rakho apne kadam,Unke dar se, 
Jis raah se wo gujarte hai,Us raah pe jana chod do,
Agar ho mumkin to,Unke pyar karna chod do,
kabhi najar mil bhi jaye,Beech raah me unse,
To koi anjaan samajh kar,Muh mod lena,
Tab kadam na rok paye khud ko,To unki kasam khakar,
Tu apni raah badal lena.





Comments

Popular posts from this blog

"EK EHSAAS TERI BEWAFAI KA"

" IS DIL Ki NADANIYA"

"Ab Maan Bhi Jaao"